Sunday 23 August 2009

Jokes

Sardar dukhi tha

Kisi ne pocha kyon tension main ho?

Sardar: yaar ek dost ko plastic surgry k liye 3 lakh diye tahe ab main us ko pehchan nahi pa raha hoon.

............ ......... ......... .........


Father: qutub minar kahan hai?
Son: pata nahi.

Father: kabhi ghar se bhi bahar nikla karo.
Son: jamil uncle koun hain?

Father pata nahi.
Son: kabhi ghar pe bhi ruka karo.

............ ......... ......... .........


Sardar: aaj main ne pani ko ullu bana diya.

Freind: pani ko ullu? Woh kaise?

Sardar: oye! Subha main ne pani garam kiya aur thande pani se naha liya

............ ......... ......... .........



Ek sardar ki maa ki tabiyat kharab thi,

Jab hospital legaye to doctor ne bola k in k test hoon gaye.

Sardar bola in ki umar zyada hai test nahi one day karwa lo.

No comments:

Post a Comment